Ab bas tera hi sahara hai

"Mere jism ne mere ruh ne bas tera naam pukara hai.

Meri dhadkan par meri saanso par bas paigaam tumhara hai.

Laut aa ye sanam meri zindagi mein wapas,

Iss zindagi ko ab bas tera hi sahara hai."

No comments:

Post a Comment